HELLO FRIENDS,
ab student ko kisi bhi college me admisn lene ke liye lambi line me khade rahne ki jaroorat nahi kyoki ab sare admisn online hone wale hai
haal hi me govt ne csc ke madhyam se life cycle management system lonch kiya hai jiske tahat kisi bhi college me admition lene ke liye sirf ek baar life cycle management system me apna ID banana hoga aur aapke state ke kisi bhi university me admisn ke liye aapy kar sakte hai,

iske liye aap online ya kisi bhi choice center se registration karwa sakte hai choice center me iske liye sirf 35 rupees charge lagega wo bhi sirf ek baar ke liye bs to aap bhi agar kisi college ya university me admisn lena chahte hai to Life Cycle Management System me apna detaile register kare
No comments:
Post a Comment